Roman script

kal kya hoga ye hosh kise kal kya guzri kuch yad nahi

sab chhod ke aaya hu piche bhuli bisri kuch yad nahi

duniya kya hai dafa karo 

are thokar maro aaj hai to pyare

mufat me dard kyo ho aaj ki hasi me

kal ka dard kyo ho aaj hai to pyare

mufat me dard kyo ho aaj ki hasi me

kal ka dard kyo ho

kal ki bat kal kal ki bat kal hai

ke dekh ye hi pal hai kal ki bat kal hai

ke dekh ye hi pal hai har khushi ka

duniya kya hai dafa karo 

are thokar maro ada karo

ja ke dur kitne zakhm humne khaye

subha ke bhatakte sham ghar ko aaye

ja ke dur kitne zakhm humne khaye

subha ke bhatakte sham ghar ko aaye 

sham hai to aa sham hai 

to aana ke abhi hai zamana sham hai 

to aana ke abhi hai zamana dosti ka

duniya kya hai dafa karo 

are thokar maro ada karo

ho kabhi diwana ye rag na bhulana

ho kabhi diwana ye rag na bhulana

zindagi ka duniya kya hai dafa karo 

are thokar maro ada karo

Explore this song