Roman script

duniya ka maza le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai

duniya ka maza le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai

duniya tumhari hai ji duniya tumhari hai 

duniya ka maza le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai

duniya ko laat maro duniya salam kare 

duniya ko laat maro duniya salam kare 

mud mud salam karejhuk jhuk salam kare piche piche salam kare 

kabhi namste ji to kabhi ram ram kare 

kabhi namste ji to kabhi ram ram kare 

duniya ke bap ho tum 

duniya ke bap ho tum muniya tumhari hai ji muniya tumhari hai 

duniya ka maza le lo duniya tumhari hai ye duniya tumhari hai

duniya se daroge to duniya dabayegi 

duniya se daroge to duniya dabayegi

aankhe dikhayegi rob jamayegi hasi udayegi

chain na lene degi jaan jalayegi 

chain na lene degi jaan jalayegi

taan ke sina chlo 

taan ke sina chlo chuniya tumhari hai ji chuniya tumhari hai 

duniya ka maza le lo duniya tumhari hai ye duniya tumhari hai

duniya ke jitne nazare hai tumhare hai ji 

duniya ke jitne nazare hai tumhare hai

ye phul tumhare hai sitare tumhare hai 

chanda tumhara hai chandniya tumhari hai 

chanda tumhara hai chandniya tumhari hai 

duniya ka maza le lo duniya tumhari hai ye duniya tumhari hai

duniya ka maza le lo duniya tumhari hai ji duniya tumhari hai

Explore this song