Roman script

dunia ke banane wale ne kya chiz banayi hai ladki

dunia ke banane wale ne kya chiz banayi hai ladki

ikrar kare na kare koi ikrar kare na kare koi

izhar kare na kare koi har dil me shamai hai ladki

dunia ke banane wale ne kya chiz banayi hai ladki

are fir koi bhi ho chahe mantri ho chahe santri ho

chahe balbrham chari ho chahe sansari ho

chehre ka rang khil jata hai chehre ka rang khil jata hai

sar jhuke hue samjhate hai aa jaye samne jab ladki

budhe bhi jawa ban jate hai ladki wo chiz har dil aziz

iske marj dilwale kya nojwan chote mahan sab ek saman

matwale insan to kya bhagwan ne bhi

dekha to tabiyar fadki dunia ke banane wale ne

kya chiz banayi hai ladki dunia ke banane wale ne

kya chiz banayi hai ladki 

koi lal rumal lagata hai

koi lambe bal badhata hai ladki ka man lalchane ko

koi motar car dikhata hai koi sajta or sawarta hai

koi sajta or sawarta hai are ladki ka dil pane ko

jo kuch bhi karta hai insan 

sab ladki ke dikhlaane ko 

din or rat ladki ki bat

iske hi sath sukh sare ye rup rang kare dhyan bhang

muni or malang sab hare dekh ke ladki sabke dil me

aag pyar ki bhadki dunia ke banane wale ne

kya chiz banayi hai ladki dunia ke banane wale ne

kya chiz banayi hai ladki 

majnu ki tarah laila le liye

koi diwana ban jata hai shri ke liye farhad koi

parwat ko nahar banata hai tani jo mile to tansen

rago ke deep jalata hai ladki se bichad jaye to koi

kalidas ban jata hai koi fauje lekar aata hai

koi tajo takt luta ta hai koi dhale ise ajanta me

koi tajmahal banwata hai sangeet kar or geet gar

iske apar gun gaye sayar kalam likh kar tamam

dunia me nam pa jaye ladki ka saya padte hi

pathar ke sine me aag dhadki dunia ke banane wale ne

kya chiz banayi chiz banayi chiz banayi hai ladki

Explore this song