Roman script

duniya kahti mujhko pagal

are mai kahta duniya ko pagal

ha haye mera dil

ho bas kayamat ho gayi

ho bas kayamat ho gayi

ek hasin nazani se mohabbat ho gayi

ho bas kayamat ho gayi

nind apni kho gayi

dillagi me dil gaya

nind apni kho gayi

dillagi me dil gaya

aur diwana hume naam yaaro mil gaya

husn ki ishq pe ye inayat ho gayi

ho bas kayamat ho gayi

hum khyalo me mile 

yu mulakate hui

hum khyalo me mile

yu mulakate hui

hotho pe na aayengi

unse jo bate hui

bas yahi jan lo

duniya jannat ho gayi

ho bas kayamat ho gayi

ho bas kayamat ho gayi

ek hasin nazani se mohabbat ho gayi

ho bas kayamat ho gayi

Explore this song