Roman script

duniya-e-aarju mita kar chale gaye

duniya-e-aarju mita kar chale gaye

ummid ka aasra 

tum bujha kar chale gaye

darkha ke mere ashk naam

daaman thaa le

darkha ke mere ashk naam

daaman thaa le

daaman ko aansuo se

bacha kar chale gaye

daaman ko aansuo se

bacha kar chale gaye

duniya mere waste

kuch bhi nahi raha

duniya mere waste

kuch bhi nahi raha

pahlu mein ab najar

dubka kar chale gaye

pahlu mein ab najar

dubka kar chale gaye

jina pada hai aaj 

ye kya kah rahe hai ham

tum jindagi ko 

maut bana kar chale gaye

tum aaye aue 

aarju mita kar chale gaye

ummid ka aasra 

tum bujha kar chale gaye

Explore this song