Roman script

duniya bhar ki khushiya chahe 

kho jaye to kho jaye

han kho jaye tum khona nahi

kahi tum khona nahi

duniya bhar ki khushiya chahe 

kho jaye to kho jaye

han kho jaye tum khona nahi

kahi tum khona nahi

kaisa bhi safar ho chahe

mere humsafar tum khona nahi

raaho mein khona nahi

dhoop hai raaho me 

dard hai aaho me

dhoop hai raaho me 

dard hai aaho me

chain aata hai mujhe 

par teri baaho me

chain aata hai mujhe 

par teri baaho me

door door door

palbhar door hona nahi

hargiz door hona nahi

duniya bhar ki khushiya chahe 

kho jaye to kho jaye

han kho jaye tum khona nahi

kahi tum khona nahi

ab kidhar jaaun main

kisko samjhau main

ab kidhar jaaun main

kisko samjhau main

Is tarha jeene se

kaash mar jaaun main

zindagi hai bewafa

kya sune meri sada

baddua kyun ban gayi 

mere dil ki har dua

door door door

palbhar door hona nahi

hargiz door hona nahi

duniya bhar ki khushiya chahe 

kho jaye to kho jaye

han kho jaye tum khona nahi

kahi tum khona nahi

ye jaha dushman hai 

ye koi jivan hai

ye jaha dushman hai 

ye koi jivan hai

pyar karna hai mana 

pyar pe bandhan hai

pyar karna hai mana 

pyar pe bandhan hai

door door door

palbhar door hona nahi

hargiz door hona nahi

duniya bhar ki khushiya chahe 

kho jaye to kho jaye

han kho jaye tum khona nahi

kahi tum khona nahi

Explore this song