Roman script

duniya banane wale ne duniya banane wale ne

jab chand banaya

aur pani me ek raat padi uski jo chaya

ek banwara panchi ye pukar utha

haye ye nur ke sanche me dala kaun haye

itrake chand jake badlo me chup gaya

rone laga chakor se haye ye kya hua

fir sokhiye ne chand ke vo kaan bhar diye

ye bepalak gurur ne ghatna shuru kiye

ek raat aisi aayi ke gayab vo ho gaye

fitne jaga ke aap kahin jakr so gaye

us raat jo roya hai chakora

harsay bhari pe sote huye ko jaga diya

raham aa gaya rahim ko aur usne pukara

are ja mere parinde teri bigdi ko sanwara

ye ishq hai khota tu jamin par vo arsh par

rota rahega waqt ki gadiyo ko umar bhar

ja teri dhadkan ne hame hame mom kiya hai

hamne jamin ka chand hamne jamin ka chand

tujhe bejh diya hai tujhe bejh diya hai

Explore this song