Roman script

ab smaa jaye dono ke bich me yha bat 
duniya me khilono ki tarah bikte hai insaan 
duniya bnane wale duniya bnane wale 
utar aasaman se apna jah badal le hrame jahan se 
duniya bnane wale 
do char din ke waste duniya me aake dekh 
julmo sitam hameri trah khud utha ke dekh 
jo kuch gujar rhi hai sath is jban se 
duniya bnane wale 
mar mar ke jeenda rhana koi dil lagi nhi
shyad teri nigaha me ham aadami nhi 
shikwa sitam na jaye kahi ab jban pe 
duniya bnane wale  
utar aasaman se apna jah badal le hrame jahan se 
duniya bnane wale

Song details

Song video

Watch on YouTube