Roman script

mai hu toofani duniya ki rani

mai hu toofani duniya ki rani

tu kya rokega meri mannmani

dum hai to aaja, dum hai to aaja

mujhse takrane hey dum hai to aaja

mai hu toofani duniya ki rani

tu kya rokega meri mannmani

dum hai to aaja, dum hai to aaja

mujhse takrane hey dum hai to aaja

zurm hai kya paap hai kya jane de

jeete koi kaise yaha ye dikhlane de

kisi ki nighaho ke halke se ishare se

duniya jhukti hai

mai hu wo mai hu, maan le jo keh du

tera jo ghamand hai sara mai nikalu

dum hai to aaja, dum hai to aaja

mujhko harane dum hai to aaja

khatre ki parwah tu kar nahi

marne se pehle tu dar ke mar nahi

jeena hai to chun le

kehti jo hu mai sun le duniya jhukti hai

koi deewane kyu na tu ye mane

lagta hai mujhko dushman jane

dum hai to aaja, dum hai to aaja

ladne ladane dum hai to aaja

mai hu toofani duniya ki rani

tu kya rokega meri mannmani

dum hai to aaja, dum hai to aaja

mujhse takrane hey dum hai to aaja

dum hai to aaja, dum hai to aaja

mujhko harane dum hai to aaja

Explore this song