Roman script
dum dum danke pe chot padi cham cham chamke ye rat badi dum dum danke pe chot padi cham cham chamke ye rat badi nahi tera bhi dosh mahi mera bhi dosh nahi dono ko hosh ye hai joban ka josh lag gayi pyar ki hathkadi dum dum danke pe chot padi cham cham chamke ye rat badi baithe baithe mujhe kuch hone laga nind udne lagi chain khone laga baithe baithe mujhe kuch hone laga nind udne lagi chain khone laga apni palko me sapne pirome lagi jagte jagte mai to sone lagi badi aayi badi aayi ye muskil ghadi dum dum danke pe chot padi cham cham chamke ye rat badi nahi tera bhi dosh mahi mera bhi dosh nahi dono ko hosh ye hai joban ka josh lag gayi pyar ki hathkadi dum dum danke pe chot padi cham cham chamke ye rat badi kaisa jadu kiya aaj ki sham ne dil dhadka diya pyar ke nam ne kaisa jadu kiya aaj ki sham ne dil dhadka diya pyar ke nam ne hatho se lage hum dil thamne kuch ho jaye na sabke samne sari dunia sari dunia hai khadi dum dum danke pe chot padi cham cham chamke ye rat badi nahi tera bhi dosh mahi mera bhi dosh nahi dono ko hosh ye hai joban ka josh lag gayi pyar ki hathkadi dum dum danke pe chot padi cham cham chamke ye rat badi
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Udit Narayan
- Film / album: Ghulam E Musthafa (1997)
- Composer: Rajesh Roshan
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Nana Patekar
- Actor: Raveena Tandon
- Actor: Aruna Irani
- Actor: Paresh Rawal
- Actor: Mohnish Behl
- Actor: Radhika
- Actor: Ashwin Kaushal
- Actor: Satish Shah
- Actor: Tiku Talsania
- Actor: Ravi Behl
- Actor: Asha Sharma
- Actor: Mohan Joshi
- Actor: Shivaji Satam
- Actor: Jayant Sawarkar
- Actor: Sulabha Deshpande
- Actor: Ram Singh
- Actor: Dev Malhotra
- Actor: Brijesh Tiwari
- Actor: Vishwajeet Pradhan
Song video
singer: Alka Yagnik, Udit Narayan