Roman script

dukhiya nari kise pukare dukhiya nari kise pukare

jab soya bhagwan ho tinka kaha sahara dhunde jab sir par 

tufan ho jab sir par tufan ho dukhiya nari kise pukare

aasha cuti dhiraj tuta dukh par dukh yu aaye

aasha cuti dhiraj tuta dukh par dukh yu aaye

samay ke aaga mujh abla ki haye na kuch chal paye

kaise nirabal kare samna bairi jag balwan ho tinka 

kaha sahara dhunde jab sir par 

tufan ho jab sir par tufan ho dukhiya nari kise pukare

jane ye kis janam ka badla bhag hai mujhse leta

jane ye kis janam ka badla bhag hai mujhse leta

mujhse mera sindoor chinkar rakh chita ki deta aisa bhi 

jina kya jina jab jiwan shamshan ho tinka 

kaha sahara dhunde jab sir par 

tufan ho jab sir par tufan ho dukhiya nari kise pukare

tirath tirath mandir mandir mai fir fir kar hari ab bhi kya 

meri na sunoge o sab ke dukh hari mera suhag mita to mitegi 

mahima amar tumhari apni laj bachana hai to aao haye tripurari

tripurari tripurari tripurari

Explore this song