Roman script

duhkh se bhara hua hai dil

jine me kuchh maja nahi

duhkh se bhara hua hai dil

jine me kuchh maja nahi

tut gaye sab aasre

tut gaye sab aasre

ab koi aasra nahi

duhkh se bhara hua hai dil

dard se dil nidhal hai

aaj ye apna haal hai

dard se dil nidhal hai

aaj ye apna haal hai

ruthi huyi hai jindagi

ruthi huyi hai jindagi

maut kaa bhi pata nahi

duhkh se bhara hua hai dil

bigde hue nasib ne

lut liya chaman mera, chaman mera

bigde hue nasib ne

lut liya chaman mera, chaman mera

hay khija 

hay khija tu gam na kar 

hay khija tu gam na kar 

teri koi khata nahi

duhkh se bhara hua hai dil

jine me kuchh maja nahi

duhkh se bhara hua hai dil

Explore this song