Roman script

dudh ka dudh, dudh ka dudh

dudh ka dudh aur pani ka pani

niradar dekh lo, niradar dekh lo

imaan ki sacchi hai kahani

pam pam pam pam

dudh ka dudh

dudh ka dudh aur pani ka pani

niradar dekh lo, niradar dekh lo

imaan ki sacchi hai kahani

pam pam pam pam

burai karne walo ka bura anjaam hota hai

ha bura anjaam hota hai

bhalayi karne walo ka humesha naam hota hai

ha humesha naam hota hai

labh ka labh, labh ka labh

labh ka labh aur haani ki haani

niradar dekh lo, niradar dekh lo

imaan ki sacchi hai kahani

pam pam pam pam

sambhalkar paanv tum rakhna

banawat ka ye saagar hai

ha banawat ka ye saagar hai

bhulkar bhi na tum fuslo

sajawat ki ye gaagar hai

ha sajawat ki ye gaagar hai

naach ka naach, naach ka naach

naach ka naach aur pani ka pani

niradar dekh lo, niradar dekh lo

imaan ki sacchi hai kahani

pam pam pam pam

koi kismat pe rota hai

koi kismat pe hansta hai

ha koi kismat pe hansta hai

khel kudrat ka saccha hai

bigad kar ke ban jata hai

ha bigad kar ke ban jata hai

saanch ko aanch, saanch ko aanch

saanch ko aanch, kabhi aani na aani

niradar dekh lo, niradar dekh lo

imaan ki sacchi hai kahani

pam pam pam pam

dudh ka dudh

dudh ka dudh aur pani ka pani

niradar dekh lo, niradar dekh lo

imaan ki sacchi hai kahani

pam pam pam pam

Explore this song