Roman script

dosto kya kahe hum tumse fasana apna

dosto kya kahe hum tumse fasana apna

aaj kuch bhi nahi nahi, kal tak tha jamana apna

dosto kya kahe hum tumse fasana apna

dosto kya kahe hum tumse fasana apna

raat ne toda chaand ka dil

raat ne toda chaand ka dil

kho gai raahi se manjil

aur hum kuch bhi kah na paaye

roye aur aansu na bahaaye

dosto kya kahe hum tumse fasana apna

dosto kya kahe hum tumse fasana apna

tan hai lekin jaan nahi

ho tan hai lekin jaan nahi

jeene ka armaan nahi

saare rishte tut chuke hai

apne humse ruth chuke hai

dosto kya kahe hum tumse fasana apna

dosto kya kahe hum tumse fasana apna

aaj kuch bhi nahi nahi, kal tak tha jamana apna

dosto kya kahe hum tumse fasana apna

dosto kya kahe hum tumse fasana apna

Explore this song