Roman script

duri na pal bhar ki bhi ho

nazdeek aise tum raho

saanso me saanse jis tarah

tum bin to main hun bewajah

chaahat kabhi ye kam na ho

duri na pal bhar ki bhi ho

nazdeek aise tum raho

bichhde kabhi na yaar hum

ho na kabhi ye pyaar kam

nazare uthaau main jidhar

dekhun tumhi ko main udhar

baaho me teri jaaye dam

bichhde kabhi na yaar hum

bichhde kabhi na yaar hum

Explore this song