Roman script

duj ka chand bhi sath hai masti bhari ye raat hai

aaya main tere vaste dil ke khule hai raste

dhadkan bole raaj ye khole baho me lele

duj ka chand bhi sath hai masti bhari ye raat hai

umar khyaam bana tu jab se ishq hua hai pahla tab se 

khil gaya badan ye mera mahak raha chaman ye tera

pyar me chalna pyar me marna hai dil ka ye kahna hai

mana ye dilwale hote hai ye matwale husn jo baho me ho

maan ja baat maan ja pass aa laila pass aa

duj ka chand bhi sath hai masti bhari ye raat hai

solah baras ki teri jawani chaal meri mastani diwani

jindagi hasi ho gayi maan lo teri ho gayi 

pyar ke jhule me tujhko jhulaunga dil me basaunga

kabhi main shola kabhi main shabnam kabhi hun chingaari

dilruba o meri dilruba gale laga jaanu gale laga

masti bhari ye raat hai aankho me pyar ki baat hai

aaya main tere vaste dil ke khule hai raste

aankh me jaadu dil bekabu baaho me le le

Explore this song