Roman script

doobe doobe din hai mere tere khyalon me 
khoi hu har lamha tere sawalon me 
sanse milti hai sanso se isi jagah
hu diwani main teri is wajah 
sanse milti hai sanso se isi jagah
hu diwana main tera is wajah 
ha rooh ki baate kaise kahu bin kahe rah na saku
katati nahi hai ye raate bin dekhe kaise jiu
sanse milti hai sanso se isi jagah
hu diwana main tera is wajah 
sanse milti hai sanso se isi jagah
hu diwani main teri is wajah 
ho ansuni si lage har iltaja 
raham ki barish kar de jara 
ho aahate tu sun le meri ab na kuch raha 
sanse milti hai sanso se isi jagah
hu diwani main teri is wajah 
sanse milti hai sanso se isi jagah
hu diwana main tera is wajah

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sarita Shiv Raj, Nitesh Tiwari I