Roman script

ajib itifak hai kya mulakat hai 

ajib itifak hai kya mulakat hai 

mil gaye aaj fir koi to bat hai 

takkaluf chhodiye aji taruf kijiye 

aaye aur chal diye 

dont say alwida dont say alwida 

dont say alwida na kaho alwida 

chalte chalte raho me rukane laga hu

aisa to nahi tha jaisa ho gya hu 

aaye hawa to milu muskura ke 

kisse sunau karu teri bate 

jane kyu lagta hai ye sapna 

kyu koi ho raha hai apna 

aise kyu kho rahi hai duniya 

kyu lage hai ab nahi hu tanha 

takkaluf chhodiye aji taruf kijiye 

aaye aur chal diye 

dont say alwida dont say alwida 

dont say alwida na kaho alwida 

dikawa nahi hai tujhse shikayat nahi hai 

teri har baat mujhko achhi lagti hai 

dekhu jo mud ke darta hai ye dil 

kahi rasto pe kho na jaye manjil 

tera yu milna ek karm hai 

dil mera todna kasam hai 

tere bin tanha tanha hum hai 

ruk ja jindagi kasam hai 

takkaluf chhodiye aji taruf kijiye 

aaye aur chal diye 

dont say alwida dont say alwida 

dont say alwida na kaho alwida

Explore this song