Roman script

dono hain majbur pyare, dono hain majbur 

aankhe dil se ho dil aankho se 

dono hain majbur pyare, dono hain majbur 

aankhe kare ishare

dil tadpe hain dard ke mare 

soch raha hain do diwane 

soch rahe hain do diwane,

hain manjil kitni dur

hain manjil kitni dur 

dono hain majbur pyare, dono hain majbur 

aankhe dil se ho dil aankho se 

dono hain majbur pyare, dono hain majbur 

paas bhi rah kar paas nahi hain 

dil ko dil ki aas nahi hain

pyase naino ke do sagar 

pyase naino ke do sagar

ho pyar se hain bharpur 

ho pyar se hain bharpur 

dono hain majbur pyare, dono hain majbur 

aankhe dil se ho dil aankho se 

dono hain majbur pyare, dono hain majbur 

pal do pal ki baat hain duniya 

pagle chadhti raat hain duniya 

jitni pee jaye tu pee le

jitni pee jaye tu pee le

ha aur na ho makhmur

ha aur na ho makhmur

dono hain majbur pyare, dono hain majbur 

aankhe dil se ho dil aankho se 

dono hain majbur pyare, dono hain majbur

Explore this song