Roman script

dol na yaado ki galiya dol na bol na beeti huyi baatein bol na

jo bhi huva hai hona nahi tha jo bhi huva hai hona nahi tha

ab ho chuka toh kaisa gila

dol na yaado ki galiya dol na bol na beeti huyi baatein bol na

dol na dol na dol na dol na dol na

jaane kaha kab koyi rasta bulaaye rasta bulaakar yuhi chalaaye 

jaane kaha kab koyi rasta bulaaye rasta bulaakar yuhi chalaaye 

dekhe huve mein soche huve ko dekhe huve mein soche huve ko

paaya nahi toh kaisa gila

ghol na saanso mein aahein ghol na dol na yaado ki galiya dol na

khoyi khoyi raahon sa hai ye jivan kehne ko saare sajni saajan

khoyi khoyi raahon sa hai ye jivan kehne ko saare sajni saajan

hai jo bhi apna dur ka sapna hai jo bhi apna dur ka sapna

sapna jo tuta toh kaisa gila

khol na hontho ke taale khol na

dol na dol na dol na dol na dol na dol na

dol na yaado ki galiya dol na

Explore this song