Roman script

doctor baabu doctor baabu haal suno bimaaron ka 

likh do koi nuska hum pyaar ke maaron ka

dekho mere dil ki haalat mere dil ki dhadkan sun ke

dur shehar se laayi hoon main saare shehar se ho tumako chunake

aankhon hi aankhon mein matlab samajho mere ishaaron ka

likh do koi nuska hum pyaar ke maaron ka

doctor baabu doctor baabu haal suno bimaaron ka

likh do koi nuska hum pyaar ke maaron ka

main to tumhare paas hoon raaja par tumhara dil aaj kahin hai

sabki tumako fikar hai lekin mera koi ho dard nahi hai

ho bedardi dur kiya hai tumane dard hajaaron ka

likh do koi nuska hum pyaar ke maaron ka

doctor baabu doctor baabu haal suno bimaaron ka

likh do koi nuska hum pyaar ke maaron ka

nind na aaye chain na aaye, kya iss rog ka naam bataau

tum hi dekho aao tumako apane dil ki haan chot dikaau

dilbar ke bin kaun masiha hota hai dildaaron ka

likh do koi nuska hum pyaar ke maaron ka

doctor baabu doctor baabu haal suno bimaaron ka

likh do koi nuska hum pyaar ke maaron ka

doctor baabu doctor baabu

o doctor baabu, o doctor baabu kahaan chale 

theharo theharo theharo doctor baabu

Explore this song