Roman script

dobara humein kya bichdna zaroori hai

dobara humein kya bikharna zaroori hai

batao kabhi hum mil payenge phir

kabhi jo thehar ke sunoge tum

ye shaam kahani kahegi meri

tumhare karib rahoon na rahoon

hawao mein khushboo rahegi meri

mein yaad jo hoon toh thodasa has dena

ye aaj ki shaam sambhal ke rakh dena

dobara humein kya bichdna zaroori hai

Explore this song