Roman script

do pyar ki baate ho jaye 

ho ek tum kah do ek hum kah de

do pyar ki baate ho jaye 

arma jinhe sunkar lahraye 

ek tum kah do ek hum kah de

do pyar ki baate ho jaye 

rag rag me umange jaag uthe

duniya pe jawani chha jaye

rag rag me umange jaag uthe

duniya pe jawani chha jaye

do bol jo dil me utar jaye

ho ek tum kah do ek hum kah de

do pyar ki baate ho jaye 

ek koyal ki aawaz bane 

ek madhur tarana bulbul ka

ek koyal ki aawaz bane 

ek madhur tarana bulbul ka

dil jhume ye kaliya muskaye

ho ek tum kah do ek hum kah de

do pyar ki baate ho jaye 

jo geet bane jag walo ke

aakash pe jinki dhum mache

jo geet bane jag walo ke

aakash pe jinki dhum mache

jinhe chand sitare bhi gaye

ho ek tum kah do ek hum kah de

do pyar ki baate ho jaye

Explore this song