Roman script

do matwale sarayu kinare

lahro se rawar chunate hai 

do matwale sarayu kinare

lahro se rawar chunate hai 

preet ka tana bana 

preet ka tana bana bunate hai 

do matwale sarayu kinare

lahro se rawar chunate hai 

apni hi dhun mein dub rahe 

jo bhi kahe saragam mein kahe 

tute na ye preet ka dhaga dhaga

tute na ye preet ka dhaga dhaga

paas aa mere paas aa 

man hai yug yug se pyasa 

kabhi kisi sawar par ruk jate

kabhi kisi sawar par ruk jate

kabhi taan laga kar sunate hai 

do matwale sarayu kinare

lahro se rawar chunate hai 

kab din duba sanjh hui 

aur kab rajani kajrai

wo kya jane baithe man se 

jo man ki gaharai

hone ko hai hone ko hai 

hone ko hai nayi bhor 

adhik samay tak tikate nahi 

baalu ke ghar sunate hai 

do matwale sarayu kinare

lahro se rawar chunate hai 

gaa re gaa gaa re gaa fir kya hua

preet ke is geet ko pura to gaa

itne hi sawar sune huye

itne hi shayad chune huye

do matwale sarayu kinare

lahro se rawar chunate hai 

preet ka tana bana bunate hai 

do matwale sarayu kinare

lahro se rawar chunate hai do matwale 

ho jab tak geet apuran 

tabhi tak gaane ka aanand priy

nit nit nain ye sawar sujhe

nit upaje naye naye chhand priy

jab tak geet apuran 

tabhi tak gaane ka aanand priy

nit nit nain ye sawar sujhe

nit upaje naye naye chhand priy

deepak puran to ho andhiyara

ho jivan puran to maun ki dhara

ho jab tak sath hai shabad aur sawar ka 

jab tak sath hai shabad aur sawar ka 

tab tak gaate sunate hai 

do matwale sarayu kinare

lahro se rawar chunate hai do matwale 

saryu kaun kahe tujhe sarita

tujhme laakho sagar

jinme samaya vishav samaye

tujh mein vishavi raghuwar

ho tere tat par jo basate 

haa rasyu tat par jo baste 

unhe milta hai ishawar

milta hai ishawar milta hai ishawar

sunte hai do matwale saryu kinare

laharo se sawar chunte hai do matwale

preet ka tana bana 

preet ka tana bana bunate hai 

do matwale sarayu kinare

lahro se rawar chunate hai

Explore this song