Roman script

do ka chaar tere liye solah

tu zarde ki hichki

gulkand ka tola

tu meetha paan

mai kattha koriya

dekha jo tujhko

mera dil ye bola

tu raaj dulari

mai shambhu bhola

tu mann mohini

mera bairaagi chola

tu tez chingari

mai charas ka jhola

tu meethi roohafza

mai barf ka gola

udati hai khushboo kimami

hota nasha zaafrani

main betod dard ki kahaani

tu hi toh hai mera malham yunaani

do ka chaar tere liye galla

tu hi toh allah tu hi mohalla

do ka chaar tere liye solah

dekha jo tujhko mera dil ye bola.

Explore this song