Roman script

do hai kunwaare ladake 

do hai kunwaare ladake 

do hai kunwaari ladakiya 

do hai kunwaari ladakiya 

o rabba sehare bandhe o rabba doliya saji 

o rabba sehare bandhe o rabba doliya saji 

do hai kunwaare ladake 

do hai kunwaari ladakiya 

kab hoga milan kab bitenge din intazaar ke 

leke haatho me haath 

hum jaayenge saath sone yaar ke 

suni suni ye kalaayi ab deti hai duhaayi 

ho rabba chudiya baje o rabba doliya saje 

ho rabba chudiya baje o rabba doliya saje 

do hai kunwaari ladakiya 

do hai kunwaare ladake 

ho kaisi hogi wo raat noikalegi baaraat teri meri 

achha saat fero ke baad puri hogi muraad teri meri 

ho aise baaje shahnaayi ho dekhe saari khudaayi 

ho rabba bhangade o rabba sehre bandhe 

ho rabba bhangade o rabba sehre bandhe 

do hai kunwaare ladake 

do hai kunwaari ladakiya

aaye dil me khyaal jaane hoga kya haal sasuraal me 

ho mat socho ye aaj tumhe karna hai raaj har haal me 

ho kab hogi sagaayi kab hogi vidaayi  

ho kab hogi sagaayi kab hogi vidaayi  

o rabba sajna mile o rabba doliya saje 

o rabba sajna mile o rabba doliya saje

do hai kunwaare ladake 

do hai kunwaari ladakiya

do hai kunwaare ladake 

do hai kunwaari ladakiya

do hai kunwaare ladake 

do hai kunwaari ladakiya

Explore this song