Roman script

do dino ki hai kahani

zindgani jee to le hu ha

aag hai to aag ko hi 

karke pani pee to le hu ha

do dino ki hai kahani

zindgani jee to le

aag hai to aag ko hi 

karke pani pee to le

bi vi vi wa wa wau wau

bi vi vi wa wa wau wau

biti so biti jaisi bhi biti

aage ki soch jara

udta hua ye waqt hai pyare

aur hai ye waqt bura

bigdi banale sach se nibhale

dil se kisi ke dil ko mila le

kaal to aakhir kaal hai lekin

hum bhi hai aafat ke parkaale

do dino ki hai kahani

zindgani jee to le

aag hai to aag ko hi 

karke pani pee to le

bi vi vi wa wa wau wau

bi vi vi wa wa wau wau

lamba safar hai manzil hai mushkil

phir bhi na harenge hum

chahe jidhar se niklenge

apni raah sawarenge hum

bigdi banale sach se nibhale

dil se kisi ke dil ko mila le

kaal to aakhir kaal hai lekin

hum bhi hai aafat ke parkaale

do dino ki hai kahani

zindgani jee to le

aag hai to aag ko hi 

karke pani pee to le

la lla l l l la hey

la lla l l l la

ghar ho ke bahar

jiwan ka bojha milke uthayenge hum

chote se dil ki choti si duniya

milke basayenge hum

dil se kisi ke dil ko mila le

kaal to aakhir kaal hai lekin

hum bhi hai aafat ke parkaale

do dino ki hai kahani

zindgani jee to le

aag hai to aag ko hi 

karke pani pee to le

Explore this song