Roman script

do din hasaya pyar ne

sau din rulane ke liye

do din hasaya pyar ne

sau din rulane ke liye

wo meri dunia me aaye 

deep bujhane ke liye

sau din rulane ke liye

do din hasaya pyar ne

sau din rulane ke liye

maine jin aankho se dekhi thi 

mohabbat ki khushi

ab wohi aankhe hai

bas aansu bahane ke liye

sau din rulane ke liye

do din hasaya pyar ne

sau din rulane ke liye

pyar ki dunia me 

rone ke siwa kuch bhi nahi

dil ne koshish kisliye ki

muskurane ke liye

sau din rulane ke liye

do din hasaya pyar ne

sau din rulane ke liye

dard mere waste 

fariyad mere waste

pyar ki khushiya to likhi

hai zamane ke liye

sau din rulane ke liye

do din hasaya pyar ne

sau din rulane ke liye

Explore this song