Roman script

do dilon ke dyaare sarhade toh utaare

tu sagaron ke seene mei haan bandh bhi le deewarein

raahe na pyaar ki ho goom raahe na pyaar ki ho goom

girti chaton ki ret se tu mahal apna bana lena

jahan hai dafan hazaron jakhm wahan chaadar bicha lena

khaari khaari barishon mei fasal laga dena

ek desh ki asthiyon se do bana lena

baant lena parinde baant le yeh hawaein

chal ek tihayi dhoop le aadhe tu kar sitare

rahe na pyaar ki ho ghum uljhe lakeeron mei yun kadam

kahan inko lejaun mai kyu ye zameen lage kamseen

kahan baahein phailaun mai ye dararon ke hai nakshe

koi mitaoo na chaar din ka safar hai yeh

sath aao na

jo ye apne ghum hai inki ho batware

aadhe ho jaye ashk ye dohri ho muskaane

rahe na pyar ki ho ghum rahe na pyar ki ho ghum

Explore this song