Roman script

do dilo ki dastan me, ishq to suruvat hai

do dilo ki dastan me, ishq to suruvat hai

hai talisam ya junun ya, hai talisam ya junun ya

khwabo ki barat hai, khwabo ki barat hai

do dilo ki dastan me, ishq to suruvat hai

hai talisam ya junun ya, hai talisam ya junun ya

khwabo ki barat hai, khwabo ki barat hai

pathro me hai chupi, apni si kahaniya

apni si kahaniya

ooooo ooooo

ho lamha ye jadu bhara

sadiyo ki saugat hai, sadiyo ki saugat hai

behichak tu mang le

aa a aa aa a aa

behichak tu mang le, jo aaj tere man me hai

is janam ki baat kya, sau janam ka sath hai

aapki har ek ada me, hai jaha bhar ka nasha

ajnabi sehra me jaise

ho hooo

ajnabi sehra me jaise, khushiyo ki barsat hai

ha do dilo ki dastan me, ishq to suruvat hai

hai talisam ya junun ya, hai talisam ya junun ya

khwabo ki barat hai, khwabo ki barat hai

ankahi bato me dhundhe, jindagi ke faisle

jindagi ke faisle

hooo jitna bhi hum tum mile

choti lage mulakat hai, choti lage mulakat hai

humsafar humrah humdam

aaaaaa aaaaaa

humsafar humrah humdam

humnawa hum humkadam

din kaho to din kahe, raat kaho to raat hai

najare inayat hum karenge, waqt aane dijiye

dhai aksar prem ke, dhai aksar prem ke

mukhtsar si baat hai

do dilo ki dastan me, ishq to suruvat hai

hai talisam ya junun ya, hai talisam ya junun ya

khwabo ki barat hai, khwabo ki barat hai

Explore this song