Roman script

do dilo ka milna tha bichhadne ka bahana

ik jhutha fasana tha mohabbat ka zamana

bite huye din raat ae dil yaad na karna

bite huye din raat ae dil yaad na karna

mit jana magar pyar me fariyad na karna

kismat ka ishara tha ke lut jana khushi se

kismat ka ishara tha ke lut jana khushi se

lekin tu kisi aur ko nashad na karna

lekin tu kisi aur ko nashad na karna

mit jana magar pyar me fariyad na karna

bite huye din raat ae dil yaad na karna

mit jana magar pyar me fariyad na karna

do char ye aansu jo mohabbat ne diye hai

do char ye aansu jo mohabbat ne diye hai

palko me chhupana inhe barbad na karna

palko me chhupana inhe barbad na karna

mit jana magar pyar me fariyad na karna

bite huye din raat ae dil yaad na karna

mit jana magar pyar me fariyad na karna

Explore this song