Roman script

do dil bichad ke rah gaye majboor ho gaye 
do dil bichad ke rah gaye majboor ho gaye 
gam ki chali hai aandhiyaan gam ki chali hai aandhiyaan 
gam ki chali hai aandhiyaan ham door ho gaye 
do dil bichad ke rah gaye majboor ho gaye 
maujo me doobti hun sahara nahi mila 
kashti ko meri koi kinara nahi mila 
maujo me doobti hun sahara nahi mila 
kashti ko meri koi kinara nahi mila 
aisi lagi hai chot ke ham choor ho gaye 
do dil bichad ke rah gaye majboor ho gaye 
kahe ja ke kissey ham gam ka fasana 
milne na dega hame dushman zamaana 
kahe ja ke kissey ham gam ka fasana 
milne na dega hame dushman zamaana 
apne bhi aaj dekhiye magroor ho gaye 
do dil bichad ke rah gaye majboor ho gaye

Song details

Song video

Watch on YouTube