Roman script

do bunde sawan ki do bunde sawan ki 

do bunde sawan ki do bunde sawan ki 

do bunde sawan ki do bunde sawan ki 

do bunde sawan ki do bunde sawan ki 

ek sagar ke ship me tapke aur moti ban jaye

duji gande jal me gir ke apna aap gawaye

kisko mujrim samjhe koi 

kisko mujrim samjhe koi 

kisko dosh lagaye kisko dosh lagaye

do bunde sawan ki do bunde sawan ki 

do bunde sawan ki do bunde sawan ki 

do kaliya gulshan ki do kaliya gulshan ki 

ek sehare ke bich guthe aur man hi man itaraye

ek arthi ki bhent chadhe aur dhuli me mil jaye

do sakhiya bachpan ki do sakhiya bachpan ki 

ek sinhasan pe baithe aur rupmati kahlaye

duji apne rup ke karan galiyo me bik jaye

Explore this song