Roman script

deeya to jala sab raat re balam

par tum laut naa aaye

par tum laut naa aaye

deeya to jala sab raat re balam

par tum laut naa aaye

par tum laut naa aaye

bikhar gayi hai sej suhaani

rovat hai albeli jawaani

bikhar gayi hai sej suhaani

rovat hai albeli jawaani

chhaliya rasiya kit ja chhipe ho

chhaliya rasiya kit ja chhipe ho

jee hamara kalpaye

deeya to jala sab raat re balam

bhor bhayi pritam nahi aaye

bhor bhayi pritam nahi aaye

man kaa dipak bujhta jaye

bhor bhayi pritam nahi aaye

man kaa dipak bujhta jaye

chhaliya rasiya aan milo re 

chhaliya rasiya aan milo re

jee hamra ghabraye

chhaliya rasiya aan milo re

chhaliya rasiya aan milo re

Explore this song