Roman script

diye hai aapne bada hasin sahara

diye hai aapne bada hasin sahara

huzur lakh baar sukriya tumhara

diye hai aapne bada hasin sahara

diye hai aapne bada hasin sahara

manjile mil gayi fasle kam huye

hosle bad gaye aap ke ham huye

kiya dil chori hamara

uski adda dekhiye jara dobara

uski adda dekhiye jara dobara

diye hai aapne bada hasin sahara

huzur lakh baar sukriya tumhara

diye hai aapne bada hasin sahara

diye hai aapne bada hasin sahara

samne aapke hamne dil rakh diya

jo bhi ho dijiye is khata ki saja

khushi se ham karenge har sitam ganwara

na dekha jayega ye ruthna tumhara

na dekha jayega ye ruthna tumhara

diye hai aapne bada hasin sahara

huzur lakh baar sukriya tumhara

diye hai aapne bada hasin sahara

Explore this song