Roman script

mere dil ki aag tere dil mein jalne lagi
sapno ki doli mein tere sang main chalne lagi 
sapno ki doli mein tere sang main chalne lagi 
diya diya de diya dil tujhko diya
priya priya o priya tu meri priya
diya diya de diya dil tujhko diya
priya priya o priya tu meri priya
kehta tha jo dil mera tune keh diya 
pyaar ke bas ho gaya ye mera jeeya
diya diya de diya dil tujhko diya
priya priya o priya tu meri priya
anboli preet meri aaj rang le aayi
bin bole bin mange mil mujhe khudayi 
anboli preet meri aaj rang le aayi
bin bole bin mange mil mujhe khudayi 
bol sake jo honth na mere tune bol diya 
diya diya de diya dil tujhko diya
priya priya o priya tu meri priya
kehta tha jo dil mera tune keh diya 
pyaar ke bas ho gaya ye mera jeeya 
diya diya de diya dil tujhko diya
priya priya o priya tu meri priya
roop hai ya kudrat ki koi jadugari
chalke tere tan man se itni preet bhari 
roop hai ya kudrat ki koi jadugari
chalke tere tan man se itni preet bhari
rab ke pass rha ab kya tujhko mujhe de diya
diya diya de diya dil tujhko diya
priya priya o priya tu meri priya
kehta tha jo dil mera tune keh diya
pyar ke bas ho gaya ye mera jeeya 
diya diya de diya dil tujhko diya
priya priya o priya tu meri priya

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik