Roman script

aaye masto ki mehfil me bade bade mehman 

kis kis ki tarif karu mai hai ek se ek mahan

sabke dil me chor hai oye sabke dil me chor hai

arey sab ujiyale se ghabraye

arey sab chahe andhiyara ho

arey sab chahe andhiyara ho

sabko dekhe ye sharmaye kya

diya bujhao jhatpat jhatpat

diya bujhao diya bujhao bujhao ho 

jhatpat jhatpat jhatpat jhatpat jhatpat

mat puchhiye ye shekji hai kis karan

aji hajrat ki tar karte hai dadi ki aad me 

hajrat ki tar karte hai dadi ki aad me 

dilbar ko aawaj karte hai

iman ko bachao iman ko bachao

hote hi rat kahte hai la zame sharab lao

diya bujhao jhatpat jhatpat diya bujhao 

diya bujhao bujhao ho diya bujhao

are pandit se puchhiye kya karte hai ye kam

are mandir ka dan khate hai

aur japte hai ram ram ram ram japna praya mal

apna ram ram japna praya mal apna 

bale bale bale bale ram ram japna praya mal apna 

ye jag jhuta hai sapna pagle

ye jag jhuta hai sapna ab kahe ko sharma 

zara samne aao zara samne aao 

zara samne aao zara samne aao 

zara samne aao zara samne aao 

varna diya bujhao bujhao bujhao diya bujhao

dukhb de ye janta kitne bhi hum sahe

dukhb de ye janta kitne bhi hum sahe

aap hai bade rahish khandani rahish

aur uncha khandan hai magar dil jawan hai

Explore this song