Roman script

deewane yu hi nahi aa gaye
kuch karke jayenge
deewane yu hi nahi aa gaye
kuch karke jayenge
kisiko zindagi banayenge ya
mar ke jayenge 
uthenge mere sang jo sanam se kadam to 
socho kya nazara hoga allah ki kasam
toofani koi toofani koi jalwa
dikhayenge kuch karke jayenge
deewane yu hi nahi aa gaye
kuch karke jayenge
kuch karke jayenge
kuch karke jayenge
pyar hi dekha hai mera khade khade logo ne 
abhi mera gussa nahi dekha bade logo ne
pyar hi dekha hai mera khade khade logo ne 
abhi mera gussa nahi dekha bade logo ne
laher leke, laher leke, laher leke
aise laherayenge kuch karke jayenge
deewane yu hi nahi aa gaye
kuch karke jayenge
kisiko zindagi banayenge ya
mar ke jayenge haan kuch karke jayenge
khulke na mil saki haay main deewane se
dabi dabi rahi sada apne begane se
khulke na mil saki haay main deewane se
dabi dabi rahi sada apne begane se
takte hi, ke takte hi, ke takte hi sab reh jayenge
kuch karke jayenge
deewane yu hi nahi aa gaye
kuch karke jayenge
kisiko zindagi banayenge ya
mar ke jayenge haan kuch karke jayenge
uthenge mere sang jo sanam se kadam to 
socho kya nazara hoga allah ki kasam
toofani koi toofani koi jalwa
dikhayenge kuch karke jayenge
kisiko zindagi banayenge
ya mar ke jayenge
ha kuch karke jayenge
ho kuch karke jayenge
ho kuch karke jayenge

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sunidhi Chauhan, Sukhwinder Singh