Roman script

diwane mera jo hain saval 

doge uska jabav 

tab to main tumhe, maan jaungi 

diwani he karo jo bhi saval 

dunga uska jabaav 

fir jo main kahun, maan jaogi 

diwane mera jo hain saval 

doge uska jabav 

tab to main tumhe, maan jaungi 

diwani he karo jo bhi saval 

dunga uska jabaav 

fir jo main kahun, maan jaog

ji ha bilkul, to bolo meri bulbul 

diwane diwani diwane diwani 

jab koi mile aur aahe bhare 

fir thame badhke aanchal ko 

us waqt kaho kya koi kare 

is rang rangile pagal ko 

kuchh tum bhi badho, kuchh wo bhi badhe 

aur hans ke gira do anchal ko 

aa jaye maja dono ko jaara 

sine se laga lo pagal ko 

ha ye bhi jabav ho sakta hain 

dil isse magar kho sakta hain 

khota hain dil khone do 

hangama  jara sa hone do 

ha hone do hagama

la la la la la la 

diwani diwane diwani diwane

jata hu jaha aati hain waha 

ek ladki pichhe pad gayi hain 

chume hain kabhi noche hain kabhi 

ab baat yaha tak badh gayi hain 

he hairani tujhe kyu hone lagi 

ye tere janam ka nata hain 

chumegi tujhe nochegi tujhe 

ye ladki teri mata hain 

ha ye bhi jabaav ho sakta hain 

dil isse magr ro sakta hain 

rota hain dil rone de 

hangama  jara sa hone do 

ha hone do hagama

ho ho ho ho bolo bolo 

ho ho ho ho bolo bolo 

ho ho ho ho bolo bolo 

ho ho ho ho bolo bolo 

diwane diwani diwane diwani 

khate ho sada marne ki kasam 

kya pyar tumhara asli hain 

lagta hain milan ke baad pata 

mardo ki molhabat nakli hain 

ha ham log mare is baat pe ab 

kya koi haseena asli hai 

lagata hian milan ke baad pata 

jis cheej ko chhu lo magar nakli hain 

haa ye bhi jabaav ho sakta hain 

magar isse dil jal sakta hain 

jalta hain dil jalne do 

hangama  jara sa hone do 

ha hone do hagama

diwani karo ulta saval 

dunga ulta jabaav 

tum kuchh bhi karo haar jaogi

diwani karo ulta saval 

dunga ulta jabaav 

tum kuchh bhi karo haar jaoge

ladki hain ya maton rol saari bate gol gol 

ladka hain ya chikan rol 

kyu bemurge bol bol

ladki namber ek hain 

thodi si dil ki fenk hain 

ham to jane ek baat 

tu hain ladka bahiyaat 

taane dena chhod de 

rishta hamse jod le 

laalch tujhpe laakh baar 

ghar me jake laaine maar

roti kyu hain wo mehrbaan 

gussa ho ki amma jaan 

nani tujhko aai yaad 

shahar ke gunde murda baad 

bolo bolo bolo bolo 

diwane tum to haare hujur 

ham to jeete janab 

ab jao main kahun maan jaogre 

diwane tum to haare hujur 

ham to jeete janab 

ab jao main kahun maan jaogre

Explore this song