Roman script

ho ho 

ishk se gahara koi na dariya 

dub gya jo uska pata kya 

laila jane majnu jane 

heer ye jane ranjha jane 

tu kya jane diwane ye baate tu kya jane 

tu kya jane diwane ye baate tu kya jane 

ho ho 

chhod ke kutiya van van ghume 

aashik bhi jogi hote hai 

ye jakhamo ki od ke chadar 

kanto ki sej pe sote hai 

varakh jane mulla jane 

alla jane moula jane 

tu kya jane diwane ye baate tu kya jane 

tu kya jane diwane ye baate tu kya jane 

ho ho 

ishk se mahanga koi na souda 

koun kharide dard paraya 

phir bhi gaaye yaar fakira 

ishk hai pyare naam khuda ka 

heer hi jane farhad ye jane 

sohani jane mahival ye jane

tu kya jane diwane ye baate tu kya jane 

tu kya jane diwane ye baate tu kya jane

Explore this song