Roman script

diwana dil janta nahi roka ise manta nahi

fir ishk me lo kho gaya anjan hai nadan hai

tabah ho gaya diwana dil janta nahi roka ise manta nahi

jane kaha hai jana diwana chala hai tinke ka leke sahara

tauba tauba kya hoga kise ye pata hai

hai kaun dusman tumhara rasta naya manjile nai

rang layegi tere dil ki lagi

diwana dil janta nahi roka ise manta nahi

fir ishk me lo kho gaya anjan hai nadan hai

tabah ho gaya diwana dil janta nahi roka ise manta nahi

ye kahani suhanai safar ye suhana ban hi na jaye fasana

ye nigahe churana nigahe milana ye khel hai ek purana

is khel me janeman kya hoga kisko khabar

katil hai jane jigar katil hai uski najar

diwana dil janta nahi roka ise manta nahi

fir ishk me lo kho gaya anjan hai nadan hai

tabah ho gaya diwana dil janta nahi roka ise manta nahi

Explore this song