Roman script

diwana main diwana 

tere pyar me main to ho gaya 

anjaana main mastana 

khab me main to tere kho gaya 

diwani main diwani 

tere pyar me main to ho gayi 

anjaani main mastani 

khab me main to tere kho gayi 

tere bina ek pal bhi chain kaha

tera mera pyar sanam hain javaa 

ham tum dono aa gaye hain kaha 

tere sang hain kitna hansi ye sama 

mausam bhi ye suhana ho gaya 

diwani diwana main diwani diwana 

tere pyar me main to ho gayi he 

anjani anjaana main mastani mastana

khab me main to tere kho gayi aa 

tujhko dekhe bina dil na maane 

kitna tujhe chahu ye rab jaane 

are ye sach hain tu chahe na maane 

ham tere sadiyo se diwane 

ho yado me teri ye dil kho gaya 

diwana main diwana 

tere pyar me main to ho gaya 

anjaana main mastana 

khab me main to tere kho gaya 

diwani main diwana

tere pyar me main to ho gayi 

mastana main mastani 

khab me main to tere kho gayi

Explore this song