Roman script

meri fariyad too, khuda ke bad too

o mere badshah, khuda isaka gawah

mai wapas aaunga ye vada hai teraa

mukhar sakata nahi, too mar sakata nahi

yeh vada todkar mujhe yu chhod  kar

agar too jayega to hoga bevafa

too kat sakta nahi kisi talwar se

too ruk sakta nahi kisi divar se

utar maidan me nikal tufan me

yeh teri jung hai lahu to rang hai

yeh beh jaaye to kya reh jaaye to kya

karishma wo dikha kahe sab marhaba

rahe too naa rahe magar duniya kahe 

rahe too naa rahe magar duniya kahe 

hajaro se lada akela badshah, akela badshah

divana mujhe kar gaya hai re jana tera

hoga kab aana teraa, divana mujhe kar gaya hai re jana tera

hoga kab aana teraa

ho mujhe le aayi hai, mujhe le aayi hai

yad teri aa gaya dekh divana teraa

too naa ja mere badshah ek vade ke liye

ek vada todake, too naa ja mere badshah ek vade ke liye

ek vada todake ye vada hain meraa

mai agar mar bhi gaya to bhi wapas aaunga

Explore this song