Roman script

deewana dil hai mera, deewana dil hai tera

deewanepan me chhupa deewangi ka maja

dil mera tujhko hi jane, dil tera mujhko hi jane

jo dil se pyar karte hai, kehlate hai deewane

mai tera deewana, tu meri deewani

tu mera deewana, mai teri deewani

deewana dil hai mera, deewana dil hai tera

deewanepan me chhupa deewangi ka maja

nind me jab tu aaye, aankho me jab samaye

dil ye mange duwaye khwab na tut jaye

nind me jab tu aaye, aankho me jab samaye

dil ye mange duwaye khwab na tut jaye

tujhko khwabo ki yara kya hai abb jarurat

jo khwab dekha tha tune woh ban gaya hai hakikat

mai tera deewana, tu meri deewani

tu mera deewana, mai teri deewani

meri dhadkan se tera ek ajib rishta hai

tu yaad jab bhi karta hai dil jor se dhadakta hai

meri dhadkan se tera ek ajib rishta hai

tu yaad jab bhi karta hai dil jor se dhadakta hai

mai dil hu tu meri dhadkan, dil mera mujhse kehta hai

jo chot lagati hai tujhko toh dard mujhko hota hai

mai tera deewana, tu meri deewani

tu mera deewana, mai teri deewani

deewana dil hai mera, deewana dil hai tera

deewanepan me chhupa deewangi ka maja

dil mera tujhko hi jane, dil tera mujhko hi jane

jo dil se pyar karte hai, kehlate hai deewane

tu mera deewana, mai teri deewani

mai tera deewana, tu meri deewani

lyrics typed by : ruchita parab

Explore this song