Roman script

divaana mai chala use dhundane

bade pyaar se divaana mai chala

usake ghar ka pata ay hava tu bata

divaana mai chala use dhundane 

bade pyaar se divaana mai chala

kya hai sama kya aasman masti me hai saara jaha

khila khila hai mausam kya hai sama kya aasmaan

mastee me hai sara jaha khila khila hai mausam

ye fija sangdalee ye ghata manchalee

divaana mai chala use dhundane

bade pyaar se divaana mai chala

sharmayegi ghabrayegi phir wo mere 

paas aayegi use na jaane dunga

sharmayegi ghabrayegi phir wo mere

paas aayegi use na jaane dunga

kesuo ke tale ham milenge gale

divaana mai chala use dhundane

bade pyaar se divaana mai chala

divaana mai chala divaana mai chala

Explore this song