Roman script

main hu disco ka diwana
karta hu tumse main ye vada
main hu disco ka diwana
karta hu tumse main ye vada
agar main haar gaya to maan lunga
nahi to tujhko kahna padega
disco king disco king 
disco king disco king 
o main bhi hu disco ki diwani
aaj tak kabhi nahi haari baazi
main bhi hu disco ki diwani
aaj tak kabhi nahi haari baazi
agar main haar gayi to maan lungi
nahi to tujhko kahna padega
disco queen disco queen 
disco queen disco queen 
disco karu to naache sama
mera zamana jane jaha
disco karu to naache sama
mera zamana jane jaha
main dekhta hu kitna hai dum
main dekhta hu kitna hai dum
jeetoge tum ya jeetenge hum
disco king disco king 
disco king disco king 
main bhi kisi se kam to nahi
disco karu to naache jami
main bhi kisi se kam to nahi
disco karu to naache jami
logo ko hardam nachati hu main
logo ko hardam nachati hu main
disco ka jadu jagati hu main
disco queen disco queen 
disco queen disco queen 
disco hi mera imaan hai
ha disco hi meri ik jaan hai
disco hi mera imaan hai
disco hi meri ik jaan hai
ho jaye phir to muqabla
ho jaye phir to muqabla
duniya karegi ye faisla
disco king disco king 
disco queen disco queen 
main hu disco ka diwana
karta hu tumse main ye vada
o main bhi hu disco ki diwani
aaj tak kabhi nahi haari baazi
agar main haar gaya to maan lunga
nahi to tujhko kahna padega
disco king disco king 
disco king disco king 
disco queen disco queen 
disco queen disco queen 
disco king disco king 
disco king disco king

Song details

singer: Udit Narayan, Sapna Mukherjee