Roman script

prelude - not available on 78 disc 

dinadayaal sakal dukh bhajan

aanand kand muraari

kab se tumhe pukaar rahe ham

rakh lo laaj hamaari

prabhu ke darshan paaye maine

prabhu ke darshan paaye

rom-rom moraa naachan laagaa

rogahin bha_i kaayaa

janam janam ke shubh karmo kaa

maine yah phal paayaa

soye bhaag jagaaye

prabhu ke darshan paaye

many repetitions of the next line follow 

bhaj raadhe-govind

Explore this song