Roman script

din raat jafaaye karte hai 

dil leke sada tadpaate hai 

fir bhi hame pyar aa jata hai 

jab saamne wo aa jaate hai

fir bhi hame pyar aa jata hai 

jab saamne wo aa jaate hai

din raat jafaaye karte hai 

dil leke sada tadpaate hai 

khate hai barabar ham kasme

jayenge naa unki mahfil mein 

jayenge naa unki mahfil mein 

jayenge naa unki mahfil mein 

betabi dil ko kya kahiye

betabi dil ko kya kahiye

khud panv uth uth jaate hai

ham roj irada karte hai

ham roj irada karte hai

sah raah lenge haal dil apna

haal dil apna jab unse nigaahe

milti hai dil tham ke ham rah jaate hai

din raat jafaaye karte hai 

dil leke sada tadpaate hai 

fir bhi hame pyar aa jata hai 

jab saamne wo aa jaate hai

aagaaj jab ye hai ulfat ka 

anjam naa jane kya hoga

anjam naa jane kya hoga

ham unko bulate hai jitna

utna hame wo yaad aate hai

din raat jafaaye karte hai 

dil leke sada tadpaate hai 

fir bhi hame pyar aa jata hai 

jab saamne wo aa jaate hai

Explore this song