Roman script

din main kab socha karte the

soyenge hum raat kaha

ab aise aawara ghoome

apne wo halaat kaha

apne wo halaat kaha

kab thay taiz-rawi per nadaan

ab manzil per tanha hai

ab manzil per tanha hai

soch rahe hein in hatho se

choota tha wo haath kaha

choota tha wo haath kaha

din main kab socha karte the

soyenge hum raat kaha

soyenge hum raat kaha

din main kab socha karte the

kiya tum ne unko dekha hai

kiya unse baateki hai

kiya unse baateki hai

tum ko kiya samjhaye yaaro

khayi hum ne maat kaha

khayi hum ne maat kaha

din main kab socha karte the

soyenge hum raat kaha

soyenge hum raat kaha

din main kab socha karte the

barso baad mile hum unse

dono the sharminda se 

dono the sharminda se

dono ne chahaa bhi laikin

phir aati wo baat kaha

phir aati wo baat kaha

din main kab socha karte the

soyenge hum raat kaha

ab aise aawara ghoome

apne wo halaat kaha

apne wo halaat kaha

din main kab socha karte the

Explore this song