Roman script

din kabhi pani hota raat kabhi kashti hoti

shamein mila thi donon ko jalke

shamein alag karti unko jalke

jee liya maine hissey baarishon ke

kha liya maine dhakke khwahishon ke

yahan bhi wahan bhi doosrey jahaan bhi

pyaar ki aankh mein haar kul jama bhi

har jagah ud chala bekhabar ye parinda dil ka

reshmi chaand pe tooti ke kaanch pe

tez si saas ki aakhri aanch pe

har jagah ud chala

bekhabar ye parinda dil ka

man ke jaisa khaali hota

aansu jaisa jaali hota

mitti jaisa apna hota

subah jaise sapna hota

din kabhi pani hota

Explore this song